TAARIFEIN LYRICS – ANKIT TIWARI

Taarifein Lyrics by Ankit Tiwari is latest Hindi song with music given by Sanjeev Chaturvedi. Tareefein song lyrics are written by Sanjeev Chaturvedi and video is directed by Deepak Taggar.

Taarifein Lyrics by Ankit Tiwari

Taarifein Lyrics



Saara din teri baatein
Khud se hi karta hoon main
100-100 kaseede tere naam ke
Padhta hoon main

Saara din teri baatein
Khud se hi karta hoon main
100-100 kaseede tere naam ke
Padhta hoon main

Teri adaaon mein jo baat
Kisi mein nahi hai
Takda rawan

Taarifein teri karda rawan
Tareefein teri karda rawan
Taarifein teri karda rawan
Tareefein teri karda rawan

Pehle kabhi maine dekha nahi aise
Yoon chaand ko muskurate
Bhoola hoon main mere ghar ka pata
Tere mohalle mein aake

Teri nigahon mein jo baat
Kisi mein nahi hai
Takda rawan

Taarifein teri karda rawan
Tareefein teri karda rawan
Taarifein teri karda rawan
Tareefein teri karda rawan

Behki si baatein karne laga hai
Dil ho gaya shayrana
Kehne laga hai tu hai shama
Main to tera hoon parwana

Teri panahon mein jo baat
Kisi mein nahi
Takda rawan

Taarifein teri karda rawan
Tareefein teri karda rawan
Taarifein teri karda rawan
Tareefein teri karda rawan



Taarifein Song Detail

Lyrics by: Sanjeev Chaturvedi
Singer: Ankit Tiwari
Composer: Sanjeev Chaturvedi